ek ladka tha punjab pakistan mein rehta tha uski age tab 16 thi bohat achi zindgi guzar rahi thi uske wahan buhat se dost the her waqt uske irdh girdh khushiyan uski kismat mein thi jaise phir kya tha kismat ko kuch aur manzoor tha ek ladki se mulakat hui zindgi change hogayi ladki leeds (England) se ayi hui thi apni holidays guzarne bas vo ladka apna dil haar baitha uspe pehle dosti hui usse phir pyaar ka izhaar phir kismat ka khel usse wapis jana tha donno bohat rooo ke mile aakri raat kisi ko pata na chala kasam se abhi bhi bohat rona aata hai vo raat yaad ker ke .......phir vo ladki chali gayi wapis roote roote bata bhi nahi sakti thi duniya ko kyun rooo rahi hoon tab uski age about 15 n half thi to ek kism ki bachi thi na yaaro vo judai allah kare dushman pe bhi na aaaye phir ladka to ladki ke bina jee nahi sakta tha padhai choodh di khana piina chodh diya ladki ka bhi ye he haal tha phir ladka zid ker ke aise jaise wahan pohanch geya deewana tha 1 saal ki judai ke baad student visa pe...................................................... phir udher mila wahan usse buhat deewano ki tarha mile dono Allah ki karni dekhe ek he college mein ......phir aise he silsila shuro hua 4 years chalta raha about phir uske parents aur bhaion ko pata chala unho ne usse bohat bura bala kaha phir judai shuro ab to vo anjaan ban gayi hai jaise us ladke ko jaanti he nahi...haan doston usski maangni ho chuki hai aur shaadi hone wali hai itna door aya uske liye itna taadpa uske liye itna bechaan uske bina itna ghum itni bewafai ... majboori hai uski zalim zamana zalimmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm zalimmmmmmmmmmmmmmmmmmmmm zalimmmmmmm
vo ladka main hoon..................
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki,
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume bus muskurane ki...
Tod ke mere sapne sare
Laga li mehndi usne kisi aur ke naam ki
Kaise karoon mein aietbaar
vo hi kabhi leti thi kasam mere naam ki
Kya zamaana tha,
Ke hum roz mila karte thay,
Raat bhar chaand ke humraaz phira karte thay,
Dekh kar jo humein chup chaap guzar jate hai,
Kabhi us shaks se hum pyaar kiya karte thay.
Jab humne zindagi likh di,
Ashkon se seench har khushi likh di,
Dard jab humne ubhara lafzo pe,
Logo ne kaha waaaaah ALI kya shayri likh di...
vo ladka main hoon..................
Bahoot tamanna thi, pyar mein aashiyan banane ki,
Bana chuke to lag gayi Nazar zammane ki,
Usi ka karz hai jo aaj hain aankhon mein aansoo,
Saza mili hai hume bus muskurane ki...
Tod ke mere sapne sare
Laga li mehndi usne kisi aur ke naam ki
Kaise karoon mein aietbaar
vo hi kabhi leti thi kasam mere naam ki
Kya zamaana tha,
Ke hum roz mila karte thay,
Raat bhar chaand ke humraaz phira karte thay,
Dekh kar jo humein chup chaap guzar jate hai,
Kabhi us shaks se hum pyaar kiya karte thay.
Jab humne zindagi likh di,
Ashkon se seench har khushi likh di,
Dard jab humne ubhara lafzo pe,
Logo ne kaha waaaaah ALI kya shayri likh di...