by Ali Fri Jun 06, 2008 9:33 am
isi liye to sab hamari raah dekhte hain .... kyun ke her banda apne oper nahi haas sakta !!!
muskara kar jeena zindgi hai,
muskara kar gum bhulana zindgi hai,
jeet kar haase to kya haase ,
sab kuch har kar mukarana zindgi hai!!