SYED NA ALI HAJWAIRI REHMAT-ULLAH ALYEH
ulma ka kaam ghor wa fikar karna hai. jehla ka kaam hai sirf suni sunai baat ka biyan karna hai
ulma ka kamal ye hai k parhte parhte is muqam par pohonch jaao k bala aakhir tumhe ye kehna parhe k hame kuch bhi nahi maloom.
jo shaks khuda ki ebadat zati eghraaz k liye karta hai wo apni satash karta hai khuda ki nahi,
sab nabi wali hote hain, magar waliyon main se koi nabi nahi ho sakta,
elm bohot hain aur koi insan back waqt sab uloom nahi seekh sakta aur na hi tamam uloom insan par farz hain
lekin khuda ko janne aur iski muarfat hasil karne k liye agar sirf aaqal aur elm kafi hote to aalim arif hota,
fakeer wo hai jis k pass na dunia ki koi cheez ho. na e se kisi cheez k milne ki khushi ho aur na kisi cheez k talf karne se ranz ho,
dil ki aankh ebadat se khulti hai is ki zasaai la makan tak hai aur kaainaat ka koi raaz is se napahn nahi,
khuli aadawat behtar hai, munafikana muwafikat se,